Kabhi khuch khas
nazaren aksar yun mil jati hain,
Dil k kisi kone me
jaa vo takrati hain,
Hath tham k chal
tu mera sandesh yun phunchati hain,
Chalne ko rah or
bhihain bhrosa yun jatati hain.
Pr jaa koi unn
nazaron se samjhae
K unn ko padh pae
ye dil yahan ab kahan baki hai………….
Ee khuda aaj
tujhse puchte hai hum
Kya khtta hui jo
yun tanha hai hum
kis se takra gye
jo ab lipte hai gum
Hamri fariyaad bhi
ruswa hui ase bhi kya the karam
Jise manga tumse
uss ko kho kyun jinda hai hum
Ee khuda aakhir
tujhse bhi judda hai hum
No comments:
Post a Comment